Jai Jai Prabhu Yeshu Ki is a Christian worship song by Fellow Christ, commonly sung in moments of Praise, Blood, Salvation, Second Coming. This page provides the lyrics , prepared for congregational worship and personal devotion.
Jai Jai Prabhu Yeshu Ki
Jai Jai Prabhu Yeshu Ki
Hum Ko Bachane Aaya Jagat Mein
Uski Stuti Karo,
Aa Haa Ha Ha Ha Ha Hallelujah
Oh Ho Ho Ho Ho Ho Hosaaana
La Laa La Laa La La
Hallelujah Amen
Khun Ki Dhara Behti Suli Se
Jisme Dhule Sab Paap,
Dholo Tum Bhi Aapne Hriday Ko
Jisme Rahe Na Daag
Grahan Karo Tum Aaj Yeshu Ko
Prem Ki Behti Dhaar,
Usko Bana Lo Kevanhara
Naav Laga Lo Paar
Wapas Aata Mera Prabhu Ji
Le Jayega Saath,
Aasha Meri Ab To Yahi Hai
Chalo Tum Mere Saath
Hardum Honge Saath Yeshu Ke
Khushi Aur Shanti Aaram,
Aayega Wo Lene Tumhe Bhi
Rehna Tum Taiyaar
जय जय प्रभु यीशु की
जय जय प्रभु यीशु की
हम को बचाने आया जगत में
उसकी स्तुति करो,
आ हा हा हा हा हा हल्लेलूयाह
ओ हो हो हो हो हो होसाना
ला ला ला ला ला ला
हल्लेलूयाह आमीन
खून की धारा बहती सूली से
जिसमें धुले सब पाप,
धोलो तुम भी अपने हृदय को
जिसमें रहे न दाग
ग्रहण करो तुम आज यीशु को
प्रेम की बहती धार,
उसको बना लो खेवनहारा
नाव लगा लो पार
वापस आता मेरा प्रभु जी
ले जाएगा साथ,
आशा मेरी अब तो यही है
चलो तुम मेरे साथ
हरदम होंगे साथ यीशु के
खुशी और शांति आराम,
आएगा वो लेने तुम्हें भी
रहना तुम तैयार