Main Khoon Khareeda Hoon is a Christian worship song by Ankur Narula Ministries, commonly sung in moments of Declaration, Blood, Holy Spirit, Redemption. This page provides the lyrics , prepared for congregational worship and personal devotion. This song is widely known by the refrain "Yehova Mera Charwaha".
Yehova Mera Charwaha
Koi Kami Mujhe Na Hain
Mere Saath Yehova Nissi
Meri Jang Wo Ladta Hain
Wo Gadh Mera Meri Chattan
Mujhe Khauf Kisi Ka Nahi
Main Khoon Khareeda Hoon
Main Ruh Se Janma Hoon
Jagat Ki Jyoti Hoon
Namak Main Prithvi Ka
Yehova Ke Haathon Ki Rachna Main Hoon
Jaywant Hokar Sada Main Chaloon
Meri Ragon Mein Yeshu Ka Lahoo
Har Pal Main Tareef Uski Karoon
Sab Baatein Mil Kar Mere Liye
Bhalai Paida Karein
Koi Shraap Mera Hissa Nahi
Beemari Mera Hissa Nahi
Mujh Mein Yeshu Rehta Hain
Shaitan Ka Koi Vaas Nahi
Mere Andar Ruh Ki Aag Hain
Ruh Ka Ujala Hain
यहोवा मेरा चरवाहा
कोई कमी मुझे ना हैं
मेरे साथ यहोवा निस्सी
मेरी जंग वो लड़ता हैं
वो गढ़ मेरा मेरी चट्टान
मुझे ख़ौफ किसी का नहीं
मैं खून खरीदा हूं
मैं रुह से जन्मा हूं
जगत की ज्योति हूं
नमक मैं पृथ्वी का
यहोवा के हाथों की रचना मैं हूं
जयवंत होकर सदा मैं चलूं
मेरी रगों में यीशु का लहू
हर पल मैं तारीफ़ उसकी करुं
सब बातें मिल कर मेरे लिए
भलाई पैदा करें
कोई श्राप मेरा हिस्सा नहीं
बीमारी मेरा हिस्सा नहीं
मुझमें यीशु रहता हैं
शैतान का कोई वास नहीं
मेरे अंदर रुह की आग हैं
रुह का उजाला हैं