Yeshu Bula Raha is a Christian worship song by Fellow Christ, commonly sung in moments of Calling. This page provides the lyrics , prepared for congregational worship and personal devotion.
Yeshu Bula Raha
Yeshu Bula Raha
Tera Naam Le-le Kar
Tujhe Yeshu Bula Raha
Kya Payega Tu
Jeetkar Is Duniya Ko
Kya Laabh Hoga
Khokar Aatma Ko
Tu Aa Ja Yeshu Ke Paas
Tujhe Yeshu Bula Raha
Chor Aaya Chori Karne
Ghaat Hatya Karne
Yeshu Aaya Jeevan Dene
Bahutayaat Ka Jeevan Dene
Tu Aa Ja Yeshu Ke Paas
Tujhe Yeshu Bula Raha
यीशु बुला रहा
यीशु बुला रहा
तेरा नाम ले-ले कर
तुझे यीशु बुला रहा
क्या पाएगा तू
जीतकर इस दुनिया को
क्या लाभ होगा
खोकर आत्मा को
तू आ जा यीशु के पास
तुझे यीशु बुला रहा
चोर आया चोरी करने
घात हत्या करने
यीशु आया जीवन देने
बहुतायत का जीवन देने
तू आ जा यीशु के पास
तुझे यीशु बुला रहा