Naina is a Christian worship song by Eden's Echo, commonly sung in moments of Presence. This page provides the lyrics , prepared for congregational worship and personal devotion.
Ye Naina Tujhe Dhoondhte Hain
Ye Naina Tujhe Dhoondhte Hain
Laakhon Mein Tujhe Poochhte Hain
Tu Jahaan Hai, Main Haazir Wahaan Re
Dil Ye Kiya Hai
Tujhpe Hi To Kurbaan
Laakhon Baras Se
Tera Hi Intezaar
Taaron Mein Bhi To
Tujhsa Hai Noor Na
Saari Amaanat
Tujhpe Ki Hai Nisaar
Mujhe Dhoondhta Hua, Poochhta Hua
Kis Qadar Aa Gaya Re
Meri Talaash Mein Saare Faasle
Tune Hain Ye Mitaaye
In Bandishon Se, In Aafaton Se
Riha Kiya Yeshua Re
Meri Talaash Mein Saare Faasle
Tune Hain Ye Mitaaye
ये नैना तुझे ढूँढ़ते हैं
ये नैना तुझे ढूँढ़ते हैं
लाखों में तुझे पूछते हैं
तू जहाँ है, मैं हाज़िर वहाँ रे
दिल ये किया है
तुझपे ही तो कुर्बान
लाखों बरस से
तेरा ही इंतज़ार
तारों में भी तो
तुझ-सा है नूर ना
सारी अमानत
तुझपे की है निसार
मुझे ढूँढ़ता हुआ, पूछता हुआ
किस क़दर आ गया रे
मेरी तलाश में सारे फ़ासले
तूने हैं ये मिटाए
इन बंदिशों से, इन आफ़तों से
रिहा किया येशुआ रे
मेरी तलाश में सारे फ़ासले
तूने हैं ये मिटाए