Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu is a Christian worship song by Amit Ghatge, commonly sung in moments of Presence, Relationships, Intimacy. This page provides the lyrics , prepared for congregational worship and personal devotion.
Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu
Tujh Bin Mein Jee Na Paunga
Hallelujah Hallelujah
Hallelujah Hallelujah
Dukho Mein Aansun Mein
Meri Maa Bann Ke Aa
Karzon Mein Kashton Mein
Mera Pita Bann K Aa
Andhyari Raahon Mein
Meri Roshni Bann Ke Aa
Maut Ki Vaadiyon Mein
Mera Jeevan Bann Ke Aa
Bimari Ki Haalat Mein
Meri Sehat Bann Ke Aa
Dushmano Ki Adawat Mein
Mera Pyar Bann Ke Aa
Vachan Padhun Jabb Mein
Mera Guru Bann Ke Aa
Prathna Karun Jabb Mein
Mera Prabhu Bann Ke Aa
मेरे पास ही रहना प्यारे यीशु
तुझ बिन मैं जी न पाऊंगा
हाल्लेलूयाह हाल्लेलूयाह
हाल्लेलूयाह हाल्लेलूयाह
दुखों में आँसुओं में
मेरी माँ बन के आ
कर्जों में कष्टों में
मेरा पिता बन के आ
अंधियारी राहों में
मेरी रोशनी बन के आ
मौत की वादियों में
मेरा जीवन बन के आ
बीमारी की हालत में
मेरी सेहत बन के आ
दुश्मनों की अदावत में
मेरा प्यार बन के आ
वचन पढ़ूँ जब मैं
मेरा गुरु बन के आ
प्रार्थना करूँ जब मैं
मेरा प्रभु बन के आ