Tere bin main kuchh bhi nahin

Tere bin main kuchh bhi nahin

Completeness

January 17, 2025

Tere bin main kuchh bhi nahin lyrics

Chorus
Tere bin main kuchh bhi nahin – 2
Ai Khudawand Yeshu, tere bin main kuchh bhi nahin
To Yeshu aa, Yeshu aa karun aradhana
Hathon ko apne uthakar tujhe dun mahima

Verse 1
Khali hun bhar de mujhko, hai dua tujhse
Kuchh bhi main nahin hun bina tere
To Yeshu aa, Yeshu aa karun aradhana
Hathon ko apne uthakar tujhe dun mahima

Verse 2
Sar ko apne jhukata hun main tere huzoor
Ban kar qurbani ata hun tere huzoor
To Yeshu aa, Yeshu aa karun aradhana
Hathon ko apne uthakar tujhe dun mahima
Credits -  Glory to God India

Song You May Like from  Glory to God India