Shukriya Tera

Shukriya Tera

Thanks Giving

January 18, 2025

Shukriya Tera lyrics

Intro
Kya De Sakta Hu Kya Laa Sakta Hu
Kehta Tujhe Bas Shukriya
Kya De Sakta Hu Kya Laa Sakta Hu
Kehta Tujhe Bas Shukriya

Tujme Hi Meri Subah Tujhme Hi Har Shaam
Tujhse Hi Kartaa Shuru Har Koi Kaam (x2)
Shukriya Kartaa Hu Main Leke Tera Naam
Aadar Aur Dhanyavad Aaj Tere Naam

Chorus
Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya Yeshu Tera

Verse 1
Saari Duniya Teri Hai
Sab Kuch Tunein Rachaya Hai (x2)
Mujhko Bhi Tunein Banaya Hai
Tere Jaisa Kiya Hai

Kya De Sakta Hu Kya Laa Sakta Hu
Kehta Tujhe Bas Shukriya
Kya De Sakta Hu Kya Laa Sakta Hu
Kehta Tujhe Bas Shukriya

Chorus
Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya Yeshu Tera

Tujhmein Hi Meri Subah
Tujhmein Hi Meri Har Shaam
Tujhmein Hi Meri Subah
Tujhmein Hi Meri Har Shaam

Chorus
Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya Yeshu Tera

Bridge
Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya
Shukriya Teraaa Teraaa
Credits -  Amit Kamble

Song You May Like from  Amit Kamble