Jashan Manao || Jaago Music | Jaago Family
Jashan Manao || Jaago Music | Jaago Family
Chorus:
Jashan Manao Jashan Manao
Aaj yeshu me Jashan Manao(X2)
Verse 1
Jag ka Masiha aaya hai
Jannat ko saath aaya hai(X2)
Aao milkar uski jai jai kar karein
Yeshu mein hum jashan manayenge
Chorus:
Jashan Manao Jashan Manao
Aaj yeshu me Jashan Manao(X2)
Verse 2
Charni mein paida hua Rajkumar
Duniya ka karne aaya Udhdhaar(X2)
Aao milkar uski jai jai kar karein
Yeshu mein hum jashan manayenge
Chorus:
Jashan Manao Jashan Manao
Aaj yeshu me Jashan Manao(X2)
Verse 3
Dooton ke sang mil gayein
Stuti geet ab bhajte jaayein(X2)
Aao milkar uski jai jai kar karein
Yeshu mein hum jashan manayenge
oh oh oh oh la la la ... Oh oh oh
Chorus:
Jashan Manao Jashan Manao
Aaj yeshu me Jashan Manao(X2)